24/7 Support
Hum Se Rabta Karein
Order, product ya warranty ke baare mein koi bhi sawal ho, hamari team aapki madad ke liye hazir hai.
WhatsApp0300 1117867Sab se tez jawab, 24/7Chat karein →Call Karein+92 300 1117867Order aur complaint ke liyeCall karein →Emaildrdental.pk@gmail.com24 ghante mein jawabEmail karein →
Message Bhejein
Form bharein, hum 24 ghante mein jawab denge.
Aksar Pooche Jane Wale Sawal
Delivery mein kitne din lagte hain?
Order confirm hone ke baad aam tor pe 2 se 5 working days mein delivery ho jati hai. Chhote shehron mein 1 se 2 din zyada lag sakte hain.
Kya Cash on Delivery available hai?
Ji haan, poore Pakistan mein Cash on Delivery available hai. Parcel milne pe rider ko payment karein.
Result na aaye to kya hoga?
Hamari Results or Money Back guarantee hai. Warranty Claim page pe diye gaye steps follow karein.
Order kaise track karun?
Track Order page pe order number aur phone likhein, hum WhatsApp pe status bata denge.
